2capthcha

2capthcha best site hai online earnings k liye main khud os ko 2015 say use kar raha hon magar ya abhi tak scam nahi hui ap loge fazul time wast karne say batar hai is par kam kare payment zaroor mille ge kam starts karne say phle mare video dekh sakte hain mena apne sare withdraw prof dale hain video me earning slow hai magar ap roz 2.3 gante kam karte hain to 1 dollar ban jae ga 30 din k 30 dollar bure nahi hain fazul time zaya karne say batar hai is par kam kare baki ap ke marzi hai Allah sub ko mahnat ka silla data hai zaroor sochne say paisa nahi ata kam karne say ata hai